Menu

Categories

Order on WhatsApp

SADOER Whitening Hand Mask 1 Pc

₨ 250

ye SADOER niacinamide aur goat milk whitening hand mask ap k hathon ki skin ko naram, mulayam aur gora banane k lye ek nihayat mufeed product hai. is mask main goat milk k qudrati ajza shamil hain jo khushk aur sakht skin ko gehrayi se hydrate karte hain, jabke niacinamide hathon ki rangat ko nikharny aur daag dhabon ko kam karne main madad deta hai. ye mask hathon ki bareek lakiron (hand wrinkles) ko halka karta hai aur unhe ek jawan aur fresh look faraham karta hai.

  • Delivery from ₨ 350

is hand mask ka formula anti-cracking khusoosiyat ka hamil hai, jo hathon ki phati hui skin ko repair karta hai aur ise smoothness faraham karta hai. ye gloves ki shakal main aata hai jisay pehenna nihayat asan hai aur ye ghar par hi professional hand spa jaisa result deta hai. agar ap apne hathon ko baby-soft, moisturizing aur glowing rakhna chahte hain, to ye whitening hand mask ap k skincare routine ka ek lazmi hissa hona chahiye.

Weight 20 g

Reviews

There are no reviews yet.

Be the first to review “SADOER Whitening Hand Mask 1 Pc”

Your email address will not be published. Required fields are marked *